गति के समीकरण (Equations of Motion) – 20 न्यूमेरिकल ▫️ उपयोगी सूत्र 1. v = u + at 2. s = ut + 1/2at2 3. v^2 = u^2 + 2as ⸻ प्रश्न 1.एक वस्तु विराम से चलकर 4 m/s² के त्वरण से 5 s तक चलती है। अंतिम वेग ज्ञात कीजिए। हल: u = 0, a = 4 m/s², t = 5 s v = u + at v = 0 + (4 × 5) = 20 m/s ⸻ प्रश्न 2. एक साइकिल 2 m/s के वेग से चल रही है। 3 m/s² के त्वरण से 4 s तक चलती है। अंतिम वेग ज्ञात कीजिए। हल: u = 2, a = 3, t = 4 v = u + at = 2 + 12 = 14 m/s ⸻ प्रश्न 3. एक धावक 10 m/s के वेग से चल रहा है। 2 m/s² के ऋणात्मक त्वरण से 5 s में रुक जाता है। विस्थापन ज्ञात कीजिए। हल: u = 10, a = –2, t = 5 s = ut + ½at² s = (10×5) + ½(–2)(25) s = 50 – 25 = 25 m ⸻ प्रश्न 4. एक ट्रेन 20 m/s के वेग से चल रही है और 1 m/s² से धीमी होती है। रुकने तक चली दूरी ज्ञात कीजिए। हल: u = 20, v = 0, a = –1 v² = u² + 2as 0 = 400 – 2s s = 200 m ⸻ प्रश्न 5. एक स्कूटर विराम से चलकर 2.5 m/s² के त्वरण से 8 s में चलता है। दूरी ज्ञात कीजिए। हल: u = 0, a = 2.5, t = 8 s = ½at² = ½ × 2.5 × 64 = 80 m ⸻ प्रश्न 6. एक कार 10 m/s से...
General knowledge all exams
General Knowledge
Bhugol
- 'Bhugol ka janak kise kaha jata hai ? Ans:-Hikaitiyas.
- Bhugol ko ek alag adhyyan shastra ke rup me sthapit karne ka shreya nimn me se kis vidvan ko hai? Ans:-Hikaitiyas.
- Bhugol ke liye Geographica sabd ka prayog sarvapratham kisne kiya? Ans:-Eraitosthneej.
- Geography ke shabdik arth ke aadhar par bhugol ki paribhasha ki gai hai- Ans: -Bhugok vah vigyan hai Jo धरती (Arth) ke dhratal ka adhyyan karta hai.
- 'Bhugol धरती(Arth) ko kendra manker adhyyan karne wala vigyan hai' kisne kaha? Ans:-Vareniyas.
- 'Bhugol bhutal ka adhyyan hai'--kisne Kaha tha? Ans:-Kant.
- Bhaogolic vichardharao me 'navniyativaad' ki vichardhara ka pravartak kaun hai ? Ans:-griphith telar.
- 'Vartaman(present) bhoot ki kunji hai' kathan kis vidvan ka hai ? Ans:- jems hattan .
- 'Sthlroop sanrachna' prakram or awastha ka pratiphal hota hai' kathan kiska hai ? Ans:- W०M०Devis.
- 'Yadi Itihas'kab ka Vaigyaanika adhyyan prastut karta hai to Bhugol 'kahan'(where) ka vaigyaanika avam tarkik adhyyan hai' kathan nimn me se kis vidvan ka hai ? Ans:-Karl sawar.
- Bhu-aakriti vigyan(Geomorphology) ka janmdata kise mana jata hai ? Ans:Peshel.
- 'Rooko aur jao niytivaad (Stop and Go Determinism) ki vichardhara ke pratipaadk kaun hai ? Ans:-Griphith telar.
- Bhugol ko'Manav Paristhitiki 'ke roop me paribhasit karne wala vidvan kaun hai ? Ans:-H०H०Bairoj.
- Mathematic Bhugol ka prarmbhkarta nimn me se kaun hai ? Ans:-Thels.
- Chuki (चूंकि) Manav prithvi per niwas karta hai ,atah prithvi per nirbhar hai' Nathan kiska hai ? Ans:-Zeen brush.
- 'Chhetriya Bhugol' (Regional Geography) ka father nimn me se kis Bhugolvetta ko kaha jata hai ? Ans:-Karl riter.
- 'Manav Bhugol ka pita(Father) 'kisko kaha jata hai ? Ans:-Blash.
- 'Manav Bhugol Asthayi Prithvi Or chanchal Manav ke parsparik parivartansheel sambhandho ka adhyyan hai' kathan kiska hai ? Ans:-Ku.Sempul. ....................................................
